Allah Hu Allah Ali Ali, Kehte Hai Sir Se Bala Tali Lyrics | Kala Dhanda Goray Log

                        
                        allah hu allah hu allah hu allah hu
allah hi allah ali ali ali ali ali ali
allah hi allah ali ali ali ali ali ali
kahte hai sir se bala tali ali ali ali ali ali ali
dunia me muskil hai kya, dunia me muskil hai kya
dunia me muskil hai kya
himmat marda madad-e-khuda ali ali ali ali ali ali
agar dil ko ye hoshla mil gaya
to bande ko samjho ye khuda mil gaya
gum ki kali rat tali sukh ki thandi hawa chali
ali ali allah hi allah ali ali ali ali ali ali
kahte hai sir se bala tali ali ali ali ali ali ali
tuhje hazaro ne lahko ne aazmaya hai
aazmaya hai, tujhe aazmaya hai
tera hi naam to muskil me kam aaya hai
kaam aaya hai, kaam aaya hai
utha ke hath jo manga hai sabne paya hai
teri nigah e karam ka sab pe saya hai
mai to marije gum mera sabib tu
mera sawar de bigda nasib tu
sabka habib tu sabke karib tu
sabka habib tu sabke karib tu, sab tere sabka hi tu
allah hi allah ali ali ali ali ali ali
kahte hai sir se bala tali ali ali ali ali ali ali
bigada hai nasiba to sawar jayega
khali jo hai daman to ye bhar jayega
aaya hai bura waqt gujar jayega
dar jayega jo saksha wo mar jayega
kis bat se mayus ye dil aaj hai
hai kon badshah kya taksht taj hai
kis bat se mayus ye dil aaj hai
hai kon badshah kya taksht taj hai

dono jahan par malik ka raj hai
dono jahan par malik ka raj hai, ye dunia kya wo dunia
allah hi allah ali ali ali ali ali ali
kahte hai sir se bala tali ali ali ali ali ali ali
tere huzur me hazir tera sawali hai
tera sawali hai tera sawali hai
tera makam jamne me sabse aali hai
sabse aali hai sabse aali hai
nasib ne meri ummid tod dali hai
nasib se mai ladunga maine kasam uthali hai
kya dar ki bat hai kya gum ki rat hai
sar pe mere teri rahmat ka hath hai
tanha nahi hu mai tu mere sath hai
tanha nahi hu mai tu mere sath hai
dunia hai dusman to kya ali ali ali ali ali ali
kahte hai sir se bala tali ali ali ali ali ali ali
dunia me muskil hai kya, dunia me muskil hai kya
dunia me muskil hai kya, himmat marda madad-e-khuda
allah hi allah ali ali ali ali ali ali
allah hi allah ali ali ali ali ali ali