Ae Babu Hum Aaye Lyrics | Main Tera Dushman

                        
                        Ae babu hum aaye hain
Khel tamashe hum laye hain
Aisa khel dikhayenge
Hum sab ko khush kar jaayenge
Ye mera haathi main iska saathi
Ye mera haathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi kya
Kya khel hain dikhlaati
Ye mera haathi main iska saathi
Ye mera haathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi kya
Kya khel hain dikhlaati
Are hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlaati

Main jo gaaun toh ye naache
Main jo gaaun toh ye naache
Kare salaami haath uthake
Main jo gaaun toh ye naache
Kare salaami haath uthake
Dekho rang jhamaye
Kartab naye naye dikhaye
Khel humara dekh ke
Duniya paise barsaati
Ye mera haathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlaati
Ye mera haathi main iska saathi
Hum dono ki jhodi
Kya kya khel hain dikhlaati.