Do Pal Pyar Ke Lyrics | Mausam Ikrar Ke Do Pal Pyar Ke

                        
                        Ooooo.. Oooo..
Ooooo.. Ooooooo..

Khawabon ki, itton se, yun bana, shamiyana
Tera dil, mera dil, ho gaya, ishqiyana
In saanson mein, rahne lage..
In saanson mein, rahne lage..
Do pal pyaar ke
pyaar ke..

Khawabon ki, itton se, yun bana, shamiyana
Tera dil, mera dil, ho gaya, ishqiyana
In saanson mein, rahne lage..
In saanson mein, rahne lage..
Do pal pyaar ke
pyaar ke..

Oooo.. la la, la la laaa...
La la, la la laaaa..

Apni soochon mein, pighla de
Mujhe Kuchna rahe darmiyaan
Chaha hai agar, haske apna le
Meri sabhi khaamiyan...
Chupke se ye.. kahne lage..
In saanson mein.. rahne lage..

Do pal.. pyaar ke, pyaar ke
Do pal.. pyaar ke, pyaar ke

Ab to pyaar ke, panno pe maine
Ye falsafa likh diya
Kisine agar poocha tera naam
Maine khuda likh diya
Armaano mein bahene lage..
In saanson mein, rahne lage..

Do pal pyaar ke, pyaar ke
Do pal pyaar ke, pyaar ke..