Vaada Tumse Hain Vaada Lyrics | 1920

Lyricist : Sameer
Music Director : Vikram Bhatt , Adnan Sami
Singer : Pandit Jasraj
                        
                        Vaada tumse hai vaada
Ooo vaada tumse hai vaada
Janmon ka pyaar ka
Dard ka oo saathiya
Vaada tumse hai vada
Hoo vaada tume hai vaada
Janmon ka pyaar ka dard ka oo
Saathiya

Meri palko mein
Tere sapno ka darr hai
Haaa mere is dil mein
Teri chahat ka ghar hai
Mere rag rag mein tu
Bas tera prem samaya
Samaya hai
Meri in sasson mein
Ab teri sanson ki
Sargam bajti hai

Vaada tumse hai vaada
Ooo vaada tumse hai vaada
Janmon ka pyaar ka
Dard ka oo saathiya

Jeena bhala kya
Is duniya se dar ke
Ho yuhi rakhuna
Baho mein tujko bharke
Aa tere sajde meri
Sarko hamesha jukaya hai
Jukaya hai
Meri tasveero pe
Bas teri rangon ki
Mala sajti hai

Vaada tumse hai vaada
Ooo vaada tumse hai vaada
Janmon ka pyaar ka
Dard ka oo saathiya.