Indian Film History

Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Lyrics

From Aag Ke Sholay (1988)

Music
Vijay
Lyricist
khalid
Duration
3:58
Bas mein nahi hain jawani Meri baat samjh o bairi Bas mein nahi hain jawani Meri baat samjh o bairi Kaise tujhe samjhau kyu hain Mujhe zaroorat teri Main mar mar jau haye Kuch kah bhi na pau Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau Bas mein nahin hain jawani Meri baat samjh o bairi Bas mein nahin hain jawani Meri baat samjh o bairi Kaise tujhe samjhau Kyu hain mujhe zaroorat teri Main mar mar jau haye Haye kuch kah bhi na pau Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau Dard ye mitha mitha Mujhe pehli bar huya hain Dard ye mitha mitha Mujhe pehli bar huya hain Mere is dard ki saiya Bas tere pas dava hain Jaldi se meri tu dava kar de Khali meri jholi hain tu bhar de Main mar mar jau ha ha Kuch kah bhi na pau Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau Tere bhi andar koi Tufan to uthata hoga Tere bhi andar koi Tufan to uthata hoga Tere bhi tan mein saiya Shola sa bhadkta hoga Tujhko ye dar hai Main ha na kahungi Aazmake dekh Aaj na na kahungi Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau Bas mein nahi hai jawani Meri baat samjh o bairi Bas mein nahi hai jawani Meri baat samjh o bairi Kaise tujhe samjhau Kyu hai mujhe zaroorat teri Main mar mar jau ha Kuch kah bhi na pau Main mar mar jau Kuch kah bhi na pau.

More songs from Aag Ke Sholay

Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Lyrics - Aag Ke Sholay (1988) | Indian Film History