Indian Film History

O Meri Patli Kamar Lyrics

From Aag Se Khelenge (1989)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:44
Oh meri patli kamar meri bali umar Oh meri patli kamar meri bali umar Mujhko hai pata tu chedega Ye juth bada main hoon door khada Mai kaise bala chedunga Oh meri patli kamar meri bali umar Oh meri patli kamar meri bali umar Mujhko hai pata tu chedega Ye juth bada main hoon door khada Mai kaise bala chedunga Oh meri patli kamar oh meri bali umar Mujhko to daftar jaana hai Daftar se tu chhutti le lega Mujhko to daftar jaana hai Daftar se tu chhutti le lega Kya karunga chhutti lekar mai Tu aankh micholi khelega Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar Mujhko hai pata tu chedega Oh meri patli kamar meri bali umar Mujhko hai pata tu chedega Ye juth bada main hoon door khada Mai kaise bala chedunga Oh meri patli kamar oh meri bali umar Mere ghar mein meri biwi hai Vo mayake jaane wali hai Mere ghar mein meri biwi hai Vo mayake jaane wali hai Vo saath dino mein aayegi Par sath dino tak khali hai Le jayega ghar mujhe bahakakar Le jayega ghar mujhe bahakakar Oh meri patli kamar meri bali umar Mujhko hai pata tu chedega Ye juth bada main hoon door khada Main kaise bala chedunga Oh meri patli kamar oh meri bali umar.

More songs from Aag Se Khelenge

O Meri Patli Kamar Lyrics - Aag Se Khelenge (1989) | Indian Film History