Indian Film History

Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics

From Aage Ki Soch (1988)

Duration
3:35
Suno kalkatte ki kalawati Main ha kalkatte ki kalawati main Sabko nachau ungali pe, Har koi mujhpe fida hai lekin Main hu fida ek jangali pe Kalkatte ki kalawati main Aaj hai mere husan ka Charcha galiyo mein chobaro mein Roz hai mera photo chhapta Dunyia ke akhbaro mein Phir bhi koi jhank raha hai, Phir bhi koi jhank raha hai Mujhko apni kamali se Kalkatte ki kalawati main, Sabko nachau ungali pe Kalkatte ki kalawati main Meri nathaniya utar na payi, Sach kahti hoon jhut nahi Kori chunariya muft na pakdo, Machi hui koi lut nahi Bach rahi hoon bachi rahungi, Bach rahi hoon bachi rahungi Choro ki is mandli se Kalkatte ki kalawati main, Sabko nachau ungali pe Kalkatte ki kalawati main Kahat kabira ho ho o… Kahat kabira kalawati se Dil ka lagana khel nahi Isliye to rahi kuwari hua Kisi se mel nahi Or kisi se darr nahi lagta Ha or kisi se darr nahi lagta Darti hoon main chumli se Kalkatte ki kalawati main, Sabko nachau ungali pe Har koi mujhpe fida hai lekin Main hoon fida ek jangali pe Kalkatte ki kalawati main.

More songs from Aage Ki Soch

Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics - Aage Ki Soch (1988) | Indian Film History