Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) Lyrics | Aahuti

                        iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam

bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

roj padho ramayan ko roj pado ramayan ko
julm ka sir jb ucha ho are julam ka jab sir uncha ho
tab tab usko yad kro jiske hatho hona hai ravan ka kam tmam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

raam ki lila aparampaar raam ki lila aparampaar
raam ki rachna ye sansaar, raam ki puja jivan pyar
paani pawan gangan dharti sab kare pranam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

mandir ja ya mann me dekh mandir ja ya mann me dekh
sare jagat me wo hai ek lekin uske roop anek
wohi parvati ka shiv, wohi raadha ka shyam