Indian Film History

Misl E Khayal Aaye The Aa Kar Chale Gaye Lyrics

From Aaina (1944)

Lyricist
Pandit Phani
Duration
3:05
misl-e-khayal aaye the aa kar chale gaye duniya humare gam ki basa kar chale gaye phulo ki aas jin se lagaye hue the hum phulo ki aas jin se lagaye hue the hum kaante wo raaste me bichha kar chale gaye misl-e-khayal aaye the aa kar chale gaye aayi na thi humare chaman me bahar bhi aayi na thi humare chaman me bahar bhi wo aag vadiya me laga kar chale gaye misl-e-khayal aaye the aa kar chale gaye bhule se bhi kabhi na jinhe hum bhula sake bhule se bhi kabhi na jinhe hum bhula sake dil se hume wo apne bhula kar chale gaye misl-e-khayal aaye the aa kar chale gaye duniya humare gam ki basa kar chale gaye

More songs from Aaina

Misl E Khayal Aaye The Aa Kar Chale Gaye Lyrics - Aaina (1944) | Indian Film History