Indian Film History

Kaliyon Ko Masalane Aae Hain Lyrics

From Aaj Aur Kal (1947)

Duration
2:49
kaliyo ko masalne aaye hai kaliyo ko masalne aaye hai phulo ko jalane aaye hai kaliyo ko masalne aaye hai phulo ko jalane aaye hai is baag ki dali dali me is baag ki dali dali me wo aag lagane aaye hai kaliyo ko masalne aaye hai mehmaan banaya tha unko aankho pe bithaya tha unko mehmaan banaya tha unko aankho pe bithaya tha unko maalum na tha wo is ghar ko maalum na tha wo is ghar ko viraan banane aaye hai maalum na tha wo is ghar ko viraan banane aaye hai kaliyo ko masalne aaye hai wo apne geeto ke tohfe le jaye humari mehfil se wo apne geeto ke tohfe le jaye humari mehfil se hum amrit ke matwalo ko hum amrit ke matwalo ko, wo zehar pilane aaye hai hum amrit ke matwalo ko, wo zehar pilane aaye hai kaliyo ko masalne aaye hai

More songs from Aaj Aur Kal

Kaliyon Ko Masalane Aae Hain Lyrics - Aaj Aur Kal (1947) | Indian Film History