Tere Bina Naiyo Jeena Lyrics | Aaj Ka Boss

                        
                        tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka

dekhe bina tujhe chain na aaye
bechini tadpaye
pyar humara kam na hoga
rut aaye rut jaye
ho dekhe bina tujhe chain na aaye
bechini tadpaye
pyar humara kam na hoga
rut aaye rut jaye
pyar tumhara janam
hai mere mukddar ka
pyar tumhara janam
hai mere mukddar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka

phoolo me hai chahra tumahra
tere pyar ka jadu
mahkungi main in sanso me
banke tumhari khusbu
ho phoolo me hai chahra tumahra
tere pyar ka jadu
mahkungi main in sanso me
banke tumhari khusbu
tere liye banba du
mahal sanmarmar ka
tere liye banba du
mahal sanmarmar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka
tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
tere bina naiyo jeena
milan jivan bhar ka
dil de de dil le le
hai sauda barabar ka.