Indian Film History

Yeh Daur Aaj Ka Daur Lyrics

From Aaj Ka Daur (1985)

Lyricist
Indeevar
Duration
6:34
Chehro ki tarah har insaa ka Hota hain yaha etihaas juda Is aaj ke daur mein jeevan ke hain Mol juda vishwas juda Chehro ki tarah har insaa ka Hota hain yaha etihaas juda Is aaj ke daur mein jeevan ke hain Mol juda vishwas juda Ye daur aaj ka daur hain Ye daur aaj ka daur hain Ye daur aaj ka daur Ye daur aaj ka daur Ye daur aaj ka daur hain Ye daur aaj ka daur hain Jaye kaha masum kali Ye iska nahin koi rasta Jaye kaha masum kali Ye iska nahin koi rasta Chaar dishaye duniya ki Lekin is ghar ki do hi disha Chaar dishaye duniya ki Lekin is ghar ki do hi disha Pati jo purab patni pashchim Dono reh kar paas juda Pati jo purab patni pashchim Dono reh kar paas juda Ye daur aaj ka daur hain Ye daur aaj ka daur hain

More songs from Aaj Ka Daur

Yeh Daur Aaj Ka Daur Lyrics - Aaj Ka Daur (1985) | Indian Film History