Indian Film History

Chhaya Khumar Jaane Ye Kaisa Lyrics

From Aaj Ka Fashion Trend (2014)

Duration
3:59
chhaya khumaar jaane ye kaisa dil pe nasha chadha ye kaisa jaage hai armaa dil me na hai ab kaabu dil pe kya yahi pyaar hai, ishq hai chhaya khumaar jaane ye kaisa dil pe nasha chadha ye kaisa jaadu tera chala dil pe mere muskura ke jo dekha tune madhosh ye dil hua pyaar me tune jo aise chhua hai mujhe hai nasha pyaar ka ye kya hoga ab na jaae ye pyaar ye ishq jeene na de chhaya khumaar jaane ye kaisa dil pe nasha chadha ye kaisa aao bhi paas jara der na karo tum ji bhar ke mujhe pyaar karo badh rahi bechaini kya hua mujhe baaho me bhar lun aa main tujhe sun le dil ki sada tu kar de khwaaish puri tu ye duri tan man ki mit jaane de chhaya khumaar jaane ye kaisa dil pe nasha chadha ye kaisa jaage hai armaa dil me na hai ab kaabu dil pe kya yahi pyaar hai, ishq hai

More songs from Aaj Ka Fashion Trend

Chhaya Khumar Jaane Ye Kaisa Lyrics - Aaj Ka Fashion Trend (2014) | Indian Film History