Indian Film History

Lashkara Lashkara Lyrics

From Aaj Ka Goondaraj (1992)

Duration
7:33
Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Teri Neend Udayega Tera Chain Churayega Teri Neend Udayega, Ho Tera Chain Churayega Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara Dil Mein Basayega, Teri Mang Sajayega Dil Mein Basayega, Teri Mang Sajayega Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara Main Hoon Teri Deewani, Lage Tu Mujhko Sabse Pyara Hara Ye Dil Mai Hara, Mujhe Teri Ada Ne Mara Main Hoon Teri Deewani, Lage Tu Mujhko Sabse Pyara Hara Ye Dil Mai Hara, Mujhe Teri Ada Ne Mara Aag Lagi Kasi, Ye Pyas Jagi Kasi, Ye Dard Saha Jata Nahi Pas Tere Aau Ya Dur Chala Jau, Karar Kahi Aata Nahi Dhadkan Badayega, Tujhko Satayega Dhadkan Badayega, Tujhko Satayega Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Teri Kawari Chudi Sari Raina Mujhe Tadpaye Ho Ke Juda Ab Tujhse Chain Mujhko Kahi Na Aaye Teri Kawari Chudi Sari Raina Mujhe Tadpaye Ho Ke Juda Ab Tujhse Chain Mujhko Kahi Na Aaye Bol Meri Rani Chhupa Na Diljani, Ye Hal Tera Kab Se Huya Bhul Gayi Sabko Main Bhul Gayi Rab Ko, Ye Pyar Mujhe Jab Se Huya Tera Hosh Gawayega, Madhosh Banayega Tera Hosh Gawayega, Madhosh Banayega Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara Teri Neend Udayega, Ho Tera Chain Churayega Dil Mein Basayega, Teri Mang Sajayega Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka Lashkara Banjara Banjara Teri Galiyo Ka Banjara.

More songs from Aaj Ka Goondaraj

Lashkara Lashkara Lyrics - Aaj Ka Goondaraj (1992) | Indian Film History