Indian Film History

Jaisa Tu Karega Lyrics

From Aakhri Adaalat (1988)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:39
Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha main bhi karunga Jaise tu jiyega main bhi jiyunga Main bhi jiyunga ha main bhi jiyunga Peena vina chhod de batli ko tod de Peena vina chhod de batli ko tod de Varna teri ma kya bola Varna teri ma ko bata dunga Tu meri ma ko batayega Ye meri ma ko batayega sala Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha mai bhi karunga Beta na kisi ka na koi meri ma Ha ha tu to paida huya ma ke bina Beta na kisi ka na koi meri ma Ha ha tu to paida huya ma ke bina Ja ja mujhe chhed ke yu gussa na dila Gussa tera gussa kya hai dekhu to zara Tera jeena bhi koi jeena hai Tera jeena to daru peena hai Peena vina chhod de batli ko tod de Peena vina chhod de batli ko tod de Varna teri bend baza dunga Achha tu meri bend bazayega Baza baza ja bache bend baza Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha main bhi karunga Nashe mein hai chal tu sambhal ke zara O ungali pakad ke tu chalna sikha Nashe mein hai chal tu sambhal ke zara O ungali pakad ke tu chalna sikha Ja ja mera pichha chhod aage bad ja Mujhe kya padi hai ja suli chad ja Jeene se mere ji bhar gaya hai Zinda kaha hai tu mar gaya hai Peena vina chhod de batli ko tod de Peena vina chhod de batli ko tod de Varna tere hosh uda dunga Tu mere hosh udayega arey O main tere hosh uda dunga, ja Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha main bhi karunga Chal ghar chal rat dhal jayegi Dhal jayegi to phir kal aayegi Arey chal ghar chal raat dhal jayegi Dhal jayegi to phir kal aayegi Kal tak pi ke tu mar jayega Mar jauga to tera kya jayega Wada kiya hai sath jiyenge Lagta hai ba to sath marenge Tu jo kahi kho gaya Arey tujh kuch ho gaya Tu jo kahi kho gaya Arey tujh kuch ho gaya Duniya ko aag laga dunga Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha main bhi karunga Jaise tu karega main bhi karunga Main bhi karunga ha main bhi karunga.

More songs from Aakhri Adaalat

Jaisa Tu Karega Lyrics - Aakhri Adaalat (1988) | Indian Film History