Indian Film History

Gairon Pe Karam Lyrics

From Aankhen (1968)

Music
Raviraj
Duration
5:22
Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Rehne de abhi thoda sa bharam Eh jan-e-wafa ye zulm na Kar ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ham chahne wale hain tere Yu hamko jalana thhik nahi Mehfil mein tamasha ban Jaye is darja satana thhik nahi Is darja satana thhik nahi Mar jayenge ham mit jayenge ham Eh jan-e-wafa ye zulm na Kar ye zulm na kar Gairo pe karam apno pe sitam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ye zulm na kar Gairo ke thirakate shaano par Ye haath ganvaaraa kaise kare Gairo ke thirakate shaano par Ye haath ganvaaraa kaise kare Har baat gavaaraa hai lekin Ye baat gavaaraa kaise kare Ye baat gavaaraa kaise kare Tujh ko terii bedardii ki qasam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar Gairon pe karam apano pe sitam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na Kar ye zulm na kar Ham bhi the tere manzur-e-nazar Ji chaha to ab iqrar na kar Sau tir chala sine pe magar Begano se milkar war na kar Begano se milkar war na kar Be-maut kahi mar jaye na ham Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Gairon pe karam apano pe sitam Ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar Rehne de abhi thoda sa bharam Eh jan-e-wafa ye zulm na kar Ye zulm na kar.

More songs from Aankhen

Gairon Pe Karam Lyrics - Aankhen (1968) | Indian Film History