Indian Film History

Ik Sunahari Sham Thi, Bahki Bahki Jindagi Lyrics

From Aao Pyar Karen (1964)

Duration
3:29
ik sunahari sham thi ik sunahari sham thi bahaki-bahaki jindagi rah me ham tum mile meri palko ke tale aashiya tera ban gaya, ik sunahari sham do kadam milkar chale to fasale kam ho gaye do kadam milkar chale to fasale kam ho gaye pyar ne duniya badal di kya se kya ham ho gaye shole shabnam ho gaye ik sunahari sham thi bahaki-bahaki jindagi rah me ham tum mile meri palko ke tale aashiya tera ban gaya, ik sunahari sham sham to ab tak wahi hai rang hai lekin juda sham to ab tak wahi hai rang hai lekin juda jane kis waadi me apna qafila gum ho gaya phir hai dil tanha mera ik sunahari sham thi bahaki-bahaki jindagi rah me ham tum mile meri palko ke tale aashiya tera ban gaya, ik sunahari sham

More songs from Aao Pyar Karen