Indian Film History

Kabhi Ithla Ke Chalte Ho Lyrics

From Aap Ki Parchhaiyan (1964)

Duration
3:21
kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale ho duniya wale, ho duniya wale ho duniya wale, ho duniya wale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi hamara kya hai marenge duniya waale ho duniya wale, ho duniya wale ho duniya wale, ho duniya wale kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho leja aankhen gulabi gulabi aise ghur na jaise ke sharabi leja aankhen gulabi gulabi aise ghur na jaise ke sharabi aiji aankhon ke jab maikhaane khule hain phir to aa ke piyenge duniya wale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi hamara kya hai marenge duniya wale kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho apne qaidi ko de na rihayi o mujhe jine na degi judayi apne qaidi ko de na rihayi o mujhe jine na degi judayi tune aisa kaha to muskura muskura ke tujhe chheda karenge duniya wale kabhi ithla ke chalte ho, kabhi bal kha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi hamara kya hai marenge duniya wale ho duniya wale, ho duniya wale ho duniya wale, duniya wale kabhi ithla ke chalte ho, kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale

More songs from Aap Ki Parchhaiyan

Kabhi Ithla Ke Chalte Ho Lyrics - Aap Ki Parchhaiyan (1964) | Indian Film History