Indian Film History

Khuda Hi Juda Kare To Kare Lyrics

From Aap To Aise Na The (1980)

Lyricist
Indeevar
Duration
6:08
Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Kamsin ho hasina ho wo Husn ka chaahe nagina ho Ho koi surat juda hamko Nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Dil ke ham do parwane Hai chat ke do diwane hai Kabhi daulat juda hamako Nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Ham khoobiyon ke bhi aashiq Ham goriyaan ke bhi shaida Ek doosare ke liye hi hamein Rab ne kiya jaise paida Wo chaahe rakhe amiri mein Wo chaahe rakhe fakiri mein Ho koi haalat juda Hamko nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Bhoole se koi pari jo ham Donon ko bhaane lagegi Wo bich mein do dilon ke Kabhi diwaar ban na sakegi Ham tere liye to jahaan chhod den Pariyaan to kya ham jaan chhod den Ho poori jannat juda Hamako nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Hamapyaala aur hamaniwala Hamaraahi hamraaz hamdam Ham jo giren thaamana tum Tum jo giro thaamenge ham Toofaan ho chaahe kinaara Ho ek doosare ka sahaara ho Ho koi aagat juda hamako Nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi Khuda hi juda kare to kare Koi taakat juda hamko Nahi kar paayegi.

More songs from Aap To Aise Na The

Khuda Hi Juda Kare To Kare Lyrics - Aap To Aise Na The (1980) | Indian Film History