Indian Film History

Hath Mere Hai Madhu Lyrics

From Aarop (1974)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Maya Govind
Duration
2:50
Hath mere hai madhu ka pyala Hath mere hai madhu ka pyala Tera rup bana madhu shala Hath mere hai madhu ka pyala Bund bund mai roz mita hu Kab chalki sapno ki dhala Jab poonam ki madira barse Jab poonam ki madira barse Tujhe chandani ne nahlaye Nahlaye nahlaye Tab ye gora badan tumhara Taj mahal ban jaye Rup sudha ki ek bund ko Tarse ye tera matwala Hath mere hai madhu ka pyala Tera rup bana madhushala Hath mere hai madhu ka pyala.

More songs from Aarop

Hath Mere Hai Madhu Lyrics - Aarop (1974) | Indian Film History