Humko Chedta Hai Dil Kaun Jane Kya Hua Lyrics | Aas

                        
                        humko chhedta hai dil
humko chhedta hai dil kaun jane kya hua
humko chhedta hai dil kaun jane kya hua
tune baat baat me kaisa jadu kar diya
tune baat baat me kaisa jadu kar diya

aankho me rahne lagi tasveer pyari pyari
aankho me rahne lagi tasveer pyari pyari
tumko hi paya maine khud pe najar jo daali
tumko hi paya maine khud pe najar jo daali
boli jhumkar ada koi man me aa basa
boli jhumkar ada koi man me aa basa

tumne jo kahna chaha wo maine jaan liya
tumne jo kahna chaha wo maine jaan liya
main bhi na kahne payi tumne pahchan liya
main bhi na kahne payi tumne pahchan liya
hum to bol na sake haal pahle pyar ka
hum to bol na sake haal pahle pyar ka

naino ne dil se kaha kahte hai preet ise
naino ne dil se kaha kahte hai preet ise
duniya se haar baithe hum to hai jeet ise
duniya se haar baithe hum to hai jeet ise
lo ji bhed aapka mere dil ne kah diya
lo ji bhed aapka mere dil ne kah diya
humko chhedta hai dil kaun jane kya hua
tune baat baat me kaisa jadu kar diya