Dil Hai Deewana Jawaa Hai Zamana Lyrics | Aasmaan

                        
                        dil hai diwana jawa hai zamana 
bana dungi tujhko najar ka nishana
dil hai 

aa dil ko dil se mila lo
dil ke sahare jio o jine walo
dil hai

sine me tufaan tere liye hai
dil me ye arman tere liye hai
dil hai

hai ye rat julfo ki chaya me so ja
matwali aankho ka ek bar ho ja
ha ek bar ho ja
dil hai 

dil hai diwana jawa hai zamana 
bana dungi tujhko najar ka nishana
dil hai