Indian Film History

Tum Kaun Ho Batao Lyrics

From Aasra (1966)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:08
Tum kon ho batao tumhara Naam hai kya naam hai kya Tum kon ho batao tumhara Naam hai kya naam hai kya Ek ajanabi najar ka Yaha kaam hai kya Kaam hai kya tum kon ho Tum kon ho ek achha ek hi raasta Is raste ka naam hai Sapano ki rahgujar Is raste ka naam hai Sapano ki rahgujar Jo ho paraye yaar Apno ki rah gujar Jiss raah se gujare Wo aam hai kya Tum kon ho batao Tumhara naam hai kya Naam hai kya tum kon ho Hum wo nahi jo maan Le yuhi kisi ki baat Hum wo nahi jo maan Le yuhi kisi ki baat Hum wo nahi jo chal Pade bechainiyo ke sath Is baat ka pata hai Tumhe anjaam hai kya Anjaam hai kya Tum kon ho batao Tumhara naam hai kya Naam hai kya tum kon ho Vaise to hum bhi aaj Kal rahate hai bekarar Vaise to hum bhi aaj Kal rahate hai bekarar Tum kahi ye na sochana Kar lenge tumse pyar Iss pyaar se jara ye Koi badnaam hai kya Tum kon ho batao tumhara Naam hai kya naam hai kya Ek ajanabi najar ka Yaha kaam hai kya Kaam hai kya tum kon ho.

More songs from Aasra

Tum Kaun Ho Batao Lyrics - Aasra (1966) | Indian Film History