Hasratien Hein Lyrics | Aatish

Lyricist : Sameer
Music Director : G P Sippy ,
Singer : Kumar Sanu
                        
                        Hasrate hain bahot magar tumse main kya kahu

Leke baho mein main tumhe pyar karta rahu
Khwaishe hain bahot magar tumse main kya kahu

Had se aage gujar ke bhi abb mohabbat karu

Jan e wafa jan e jahan aisi ada hogi kaha
Dekha sanam maine tumhe behke mere kadam
Aankhe mili palke jhuki jadu jaga sanse ruki
Aise mujhe chhedo na tum aaye badi sharam
Chahate hain bahot magar tumse main kya kahu
Chahate hain bahot magar tumse main kya kahu
Leke baho mein main tumhe pyar karta rahu
Khwaishe hain bahot magar tumse main kya kahu
Had se aage gujar ke bhi abb mohabbat karu

Bechain main hone lagi jane kaha khone lagi
Khushboo bina mehka badan chhane laga nasha
Maine kaha tumne suna dhadkan bani dil ki juban
Tanha yaha tum jo mile aane laga maja
Aarju hain bahot magar tumse main kya kahu

Aarju hain bahot magar tumse main kya kahu
Had se aage gujar ke bhi abb mohabbat karu
Hasrate hain bahot magar tumse main kya kahu
Leke baho mein main tumhe pyar karta rahu
Had se aage gujar ke bhi abb mohabbat karu
Leke baho mein main tumhe pyar karta rahu
Had se aage gujar ke bhi abb mohabbat karu.