Indian Film History

Jee Le Jyada Lyrics

From Aatma (2013)

Lyricist
Kumaar
Duration
4:10
Jee le zyada jee le zyada Zindagi se hum Yeh kar le waada Jee le zyada jee le zyada Zindagi se hum Yeh kar le waada Soche kyun main aur tu Saanson ko roke kyun Lamha lamha behtein jaayein Jee le zyada jee le zyada Jee le zyada jee le zyada Zindagi se hum Yeh kar le waada Oh yeah Dhadkanon ke sun ishaare Dhadkane de khwaab saare yeh Dhadkanon ke dhadkanon ke Sun ishaare Dhadkane de dhadkane de Khwaab saare Labbon pe basti ho Khushi barasati ho Ghum ki khabar na ho Fikron ki dhoop ho to Sar pe ugaale badalon ko Befikar si baarishon mein Bheegein zyada jee le zyada Jee le zyada jee lein zyada Ho zindagi se zindagi se Hum yeh kar lein Waada kar lein waada Soche kyun soche kyun Main aur tu main aur tu Saanson ko roke kyun Lamha lamha behtein jaayein Jaayein jaayein jaayein Jo bhi ab hai wohi sab hai Iss ab ko jee le zara Na na na na na na na na Zindagi se hum Yeh kar le waada Jee le zyada jee le zyada Jee le zyada jee le zyada Zindagi se zindagi se Hum yeh kar le waada Kar le waada oh yeah Jee le zyada jee le zyada Hum tum jee le zyada Hum tum jee le zyada Hum tum jee le zyada.

More songs from Aatma

Jee Le Jyada Lyrics - Aatma (2013) | Indian Film History