Indian Film History

Baba Teri Son Chiraiya Lyrics

From Aawaz (1956)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:14
Baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya Ho baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya Kaun des se ye Saudaagar aaya Aaya re kaun des se Ye saudaagar aaya Ho aaya re Sone ka pinjra dikhla ke Maina ko lalchaya Sone ka pinjra dikhla ke Maina ko lalchaya Sun bhaye panghat Taal talaiya sun bhaye Panghat taal talaiya Baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya Jaan boojh ke dil ka Bandhan toda toda re Jaan boojh ke dil ka Bandhan toda ho toda re Anjaane se nata joda Saath hamaara chhoda Anjaane se nata joda Saath hamaara chhoda Rowat bahna rowat bhaiya Rowat bahna rowat bhaiya Baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya O baba teri son chiraiya Jaawe anjaane ki nagariya.

More songs from Aawaz