Indian Film History

Bheega Badan Jalne Lagaa Lyrics

From Abdullah (1980)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:37
Bhiga badan jalne laga Mausam badalne laga Jaise arman koyi jaise Mehaman koyi dil Mein machalne laga Bhiga badan bhiga badan Jalne laga mausam badalne laga Jaise arman koyi jaise mehaman Koyi dil mein machalne laga Bhiga badan jalne laga Jan ki dushman jawani Janey yeh aag hai ya pani Jan ki dushman jawani Janey yeh aag hai ya pani Ho halki halki jalan Mithi mithi chhubhan Hay dam nikalne laga Bhiga badan bhiga badan Jalne laga mausam badalne laga Jaise arman koyi jaise mehaman Koyi dil mein machalne laga Bhiga badan jalne laga Koyi chilman naa koyi parda Koyi dekhe toh kya ho tauba Koyi chilman naa koyi parda Koyi dekhe toh kya ho tauba Haayi dil darne laga dhak Dhak karne laga jaadu sa chalne laga Bhiga badan bhiga badan Jalne laga mausam badalne laga Jaise armaan koyi jaise mehaman Koyi dil mein machalne laga Bhiga badan jalne laga.

More songs from Abdullah

Bheega Badan Jalne Lagaa Lyrics - Abdullah (1980) | Indian Film History