Geet Banke Labon Pe Lyrics | Adharm

                        
                        Ujad Gaya Sapano Ka Mandir,
Tufaan Utha Woh Dil Ke Andar
Behane Laga Ashkon Ka
Samandar Maine
Dekha Kaisa Yeh Manzar
Maine Dekha Kaisa Yeh Manzar

Dard Banake Sisak Lagi Raat Din,
Aansoo O Ki Rawaani Bani
Pyaas Banake Labon Pe Saji,
Aaj Aankhon Ka Paani Bani
Na Toh Maine Likhi,
Na Yeh Tune Likhi
Haay Kaisi Kahaani Bani,
Ho O O O Haay
Kaisi Kahaani Bani
Haay Kaisi Kahaani Bani
Haay Kaisi Kahaani Bani.