Indian Film History

Aasman Ke Paar Lyrics

From Admissions Open (2010)

Lyricist
Shellee
Duration
5:05
Pairon tale se zameen Sar ka de hum woh bala hain Tez hawaon mein shamme jala d sochta kya hai sochta kya hai Tashan mein apni mast hai Maula bas rehne do Himmat-e-marda madat-e- Khuda yeh bas kehne do Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo Sholon se khelein bhi Par hai parwaane bhi Aur ragon mein tez hai khoon Shakde na taale hain, Hum bhi hai matwaale hain, Aaj hai rubaru rubaru Rang jamayenge, Woh kar dikhayenge Waqt hai apna daur shuru Apna safeena hai Har lamha jeena hai, Hai yahin justaju Thaan liya jo kar ke Rahenge koyi na shak hai Har sapna sach kar ke Rahenge dekhna ab hai Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo Dariya ka rukh modey, Chuppi ko hum todey Sehaj hi paaye aisa sukoon Nayi dishayon mein, Behaki hawaon se Hum kare guftagu Sagar ke dhaare hain, Hum toh banjaare hain Pucho na aise hai kyun Naya tarana hai, Apna zamana hai Sang hai main aur tu Pairon tale se zameen Sar ka de hum woh bala hain Tez hawaon mein Shamme jala de sochta kya hai Tashan mein apni mast hai maula Bas rehne do bas rehne do Himmat-e-marda madat-e-khuda Yeh bas kehne do Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo Ke aasman ke paar Chalo paar chalo yaar, Ke aasman ke paar Chalo paar chalo.

More songs from Admissions Open

Aasman Ke Paar Lyrics - Admissions Open (2010) | Indian Film History