Indian Film History

Dil Ki Duniya Pe Chha Gaya Koi Lyrics

From Africa (1954)

Music
Robin
Duration
3:29
dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi maine na ab tak kuch bhi sikha tha pyar karna sikha gaya koi sikha gaya koi dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi mast aankho ke ek ishare se aag dil me laga gaya koi laga gaya koi dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi chain tab se hi ho gaya rukhsat aankh jab se lada gaya koi lada gaya koi dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi pyar me main to ho gayi pagal mujhpe jadu chala gaya koi chala gaya koi dil ki duniya pe chha gaya koi mujhko apna bana gaya koi bana gaya koi

More songs from Africa

Dil Ki Duniya Pe Chha Gaya Koi Lyrics - Africa (1954) | Indian Film History