Din Andhiyaare Lyrics | Agni Varsha

                        
                        Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare
Na suraj hi nikala
Na chanda na taare
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare

Ek pal more
Mann mein mein nirasha
Ek pal more, ek pal more
Mann mein mein nirasha
Duje pal hain ashao
Bolsakenge do ghan naina
Kyaa mere mann ki bhasha
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare

Jeevan jaise kala sagar
Jeevan jaise kala sagar
Jisa ka nahi kinaara

Koi toh aata jo sang laata
Ek kirana ujiyaara
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare

Na suraj hi nikala
Na chanda na taare
Din andhiyaare
Kaliyug bit hain din andhiyaare
Hain din andhiyaare
Hain din andhiyaare.