Indian Film History

Aisa Kyon Hota Hai (Title) Lyrics

From Aisa Kyon Hota Hai (2006)

Duration
10:22
Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Mohabbat karega Woh rota rahega Mohabbat karega Woh rota rahega Yeh hota raha hai Yeh hota rahega Yeh hota raha hai Yeh hota rahega Mohabbat karega Woh rota rahega Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Mohabbat me Kaisi saja maine Payi wafao ke Badle mili bewafayi Badi bhul ki khwab Dekhe milan ke Mujhe meri kismat Ne dedi judayi Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Yeh mera daman Bhi rota rahega Mohabbat karega Woh rota rahega Yeh hota raha hai Yeh hota rahega Naa koyi shikayat Naa koyi gila hai Magar meri tujhse Yahi inja hai Naa meri tarah Usaka dil tod dena Naya apna dilbar Jo tune chuna hai Jo kismat me hona Hai woh hota rahega Mohabbat karega Woh rota rahega Yeh hota raha hai Yeh hota rahega Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai Aisa kyun hota hai.

More songs from Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai (Title) Lyrics - Aisa Kyon Hota Hai (2006) | Indian Film History