Indian Film History

Aji Kya Rakha Hai Lyrics

From Akalmand (1966)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
4:17
Aji kya rakh hai gyanam mein Aur kya rakha hai dyanam mein Aji kya rakh hai gyanam mein Aur kya rakha hai dyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Aji kya rakh hai gyanam mein Aur kya rakha hai dyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Har gange abe has nange Bedh baav na jane ganga Kya bade kya chote mein Bedh baav na jane ganga Kya bade kya chote mein Ganga ji mein aaye Lota ganga jaye lote mein Aandam anam janam mein Aji kya rakha hai gyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Har gange aji har gange Ganga maiya khud bahti hai Sadhu mein sanyasi mein Ganga maiya khud bahti hai Sadhu mein sanyasi mein Haridwar me dubki Maro nikhlo jakr kasi mein Shiv sambu ke asthanam Aji kya rakha hai gyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Har gange aji har gange Aji kya rakh hai gyanam mein Aur kya rakha hai dyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Aji kya rakh hai gyanam mein Aur kya rakha hai dyanam mein Dholo apne pap Sabhi ganga ke asnanam mein Har gange hri har gange har gange.

More songs from Akalmand