Ajeeb Hai Zindagi Ki Manzil Lyrics | Akash

                        
                        Ajeeeeb hai
Zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Na muskuraaye na ro sake dil
Na muskuraaye na ro sake dil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai

Na koi rastaa na kaarwaan hai
Sitam ki deewaar darmiyaan hai
Na koi rastaa na kaarwaan hai
Sitam ki deewaar darmiyaan hai
Badhe to mushqil rukey to mushqil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai

Chale thhe ulfat ki bekhudi mein
Uthhaa wo toofaan zindagi mein
Uthaa wo toofaaaaaan
Na koi kashti na koi saahil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeeeeb hai.