Indian Film History

Aa Gaya Deewana Lyrics

From Alibaba Marjinaa (1977)

Lyricist
Kulwant Jani
Duration
4:26
Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana Tujhko Le Jane Ko Aa Gaya Deewana Sare Bazar Ab Jalwa Tera Nilam Na Hoga Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana Tujhko Le Jane Ko Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana Labo Rukhsar Ki Surkhi Na Ab Koi Churayega Labo Rukhsar Ki Surkhi Na Ab Koi Churayega Sitara Ab Na Palko Par Kisi Ki Jhil Milayega Badal Dunga Ma Iye Rasme Jaha Tak Hai Mere Bas Me Kisi Bhi Husan Wale Ka Ab Ye Anzam Na Hoga Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana Hua Hu Aaj Iska Dil Khuda Ki Meharbani Se Hua Hu Aaj Iska Dil Khuda Ki Meharbani Se Kisi Ko Khelne Na Dunga Ab Teri Jawani Se Yahi Mera Irada Hai Yahi Tumse Bhi Wada Hai Hasino Ki Tizarat Ka Diwa Jab Aam Na Hoga Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana Tujhko Le Jane Ko Aa Gaya Deewana Sare Bajar Ab Tere Jalwa Nila Mna Hoga Aa Gaya Deewana Aa Gaya Deewana.

More songs from Alibaba Marjinaa

Aa Gaya Deewana Lyrics - Alibaba Marjinaa (1977) | Indian Film History