Indian Film History

Kyon Hai Yeh Lyrics

From All The Best: Fun Begins (2009)

Lyricist
Kumaar
Duration
5:40
Kyon hai yeh khaamoshiya, Jaane kyon thehari hai hai jubaan Jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya Sukhi jamin bhiga hai aasmaan Kyon hai yeh khaamoshiya, Jaane kyon thehari hai hai jubaan Jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya Sukhi jamin bhiga hai aasmaan Kyon hai yeh majburiya, Jaane kyon bebas hai hum yahaan Jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya Sukhi jamin bhiga hai aasmaan Jo pehale thi abb woh nahi hai hawaayein Kya ho gaya hai yeh kaise bataaye Pehale thi abb woh nahi hai hawaayein Kya ho gaya hai yeh kaise bataaye Hamane socha nahi tha, Aansu mein dubega lamaha khushi ka Kaise yeh silsile hain, Haan pass phir bhi bahaut faasale hain Kyon hain yeh tanhaayiya, Jaane kyon suna sa hai jahaan Din jaise raat hai, jaane kya baat hai Rutha huwa hai hamase yeh sama Jo pehale thi abb woh nahi hai hawaayein Kya ho gaya hai yeh kaise bataaye Rishte bekhare huye hain, Phir se inhe jod le sochate hain Raahein kehane lagi hai apani juda koyi manjil nahi hai Kyon hai yeh khaamoshiya, Jaane kyon thehari hai hai jubaan Jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya Sukhi jamin bhiga hai aasmaan Kyon hai yeh majburiya, Jaane kyon bebas hai hum yahaan Jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya Sukhi jamin bhiga hai aasmaan Jo pehale thi abb woh nahi hai hawaayein Kya ho gaya hai yeh kaise bataaye Pehale thi abb woh nahi hai hawaayein Kya ho gaya hai yeh kaise bataaye.

More songs from All The Best: Fun Begins

Kyon Hai Yeh Lyrics - All The Best: Fun Begins (2009) | Indian Film History