Indian Film History

Maula Lyrics

From Allah Ke Banday (2010)

Lyricist
Sarim Momin
Duration
3:31
Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Sajde karein, ke darr se darein Ke tasbee pade, ke har su ladien Ke bhatke hue hai bande tere Tu dikhla de raah jis pe pade Jab zikar khuda ka aata hai Sun ke bechain yeh laata hai Karde tu karam, kya jaata hai hoo Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Maula maula maula Samjha de Uljhe hai, suljha de Maula maula maula Samjha de Uljhe hai, suljha de Marham ki talaash mein dekho Nasoor miley jo mujhko Toh zakhm hi doonga main toh hoo Ab saansein bhi jab leta hoon Nafrat ko hawa deta hoon Marr marr ke yahaan jeeta hoo Jab zikar khuda ka aata hai Sun ke bechain yeh laata hai Karde tu karam, kya jaata hai hoo Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Yeh hi ilteja hai, meri yehi dua hai Kisi par bhi na guzre jo yun saha hai Mera arsh arsh tera farsh maula Yeh hi arz arz main ne kiya hai Tu hai paak paak, main hoon khaak khaak Yeh bhi maana mainne mujhpe teri panaah hai Mere ashk ashk yeh hi keh rahe hain Meri saans saans mujhpe saza hai Allah ke banday, allah ke banday Jab zikar khuda ka aata hai Sun ke bechain yeh laata hai Karde tu karam, kya jaata hai hoo Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Maula samjha de inhe Maula tune na bhaid yeh khola Ke yeh hai bhool bhulaiya Allah ke banday.

More songs from Allah Ke Banday

Maula Lyrics - Allah Ke Banday (2010) | Indian Film History