Indian Film History

Teri Jawani Tapta Mahina Lyrics

From Amaanat (1977)

Music
Ravi
Duration
6:05
Teri Jawani Tapta Mahina Aye Nazaneena Chhu Le Nazar To Aaye Paseena Aye Nazaneena Teri Jawani Haay Ye Lahera Ke Chalna Ithala Ke Chalna Haay Ye Lahera Ke Chalna Ithala Ke Chalna Reh Reh Ke Dhadake Dharati Ka Sina Aye Nazaneena Reh Reh Ke Dhadake Dharati Ka Sina Aye Nazaneena Teri Jawani Tapta Mahina Aye Nazaneena Teri Jawani Tere Badan Mein Phoolon Ki Narmi Sholon Ki Garmi Tere Badan Mein Phoolon Ki Narmi Sholon Ki Garmi Har Ang Tera Tarasha Nagina Aye Nazaneena Har Ang Tera Tarasha Nagina Aye Nazaneena Teri Jawani Tapta Mahina Aye Nazaneena Teri Jawani Aankhon Mein Bijli Zulfon Mein Baadal Saanson Mein Halchal Aankhon Mein Bijli Zulfon Mein Baadal Saanson Mein Halchal Tujhsi Nahi Koi Kaatil Haseena Aye Nazaneena Tujhsi Nahi Koi Kaatil Haseena Aye Nazaneena Teri Jawani Tapta Mahina Aye Nazaneena Teri Jawani Jine Ka Koi Saman Kar De Ehsaan Kar De Jine Ka Koi Saman Kar De Ehsaan Kar De Tere Bagair Ab Mushkil Hai Jeena Aye Nazaneena Tere Bagair Ab Mushkil Hai Jeena Aye Nazaneena Teri Jawani Tapta Mahina Aye Nazaneena Tujhsi Nahi Koi Kaatil Haseena Aye Nazaneena Teri Jawani.

More songs from Amaanat

Teri Jawani Tapta Mahina Lyrics - Amaanat (1977) | Indian Film History