Indian Film History

Baanki Adayein Dekhna Lyrics

From Amanat (1955)

Singers
Geeta Dutt
Lyricist
Shailendra
Duration
2:54
Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil na churaayein dekhna ji Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil na churaayein dekhna ji Kahne ko bholi nazar hai, Meetha meetha ye zahar hai Kahne ko bholi nazar hai, Meetha meetha ye zahar hai Dhokha na khana, dil na gawana Dhokha na khana, dil na gawana Dekho ji rahna bachke bachke bachke Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil naa churaayen dekhna ji Roop ko dhoop dikhane se, Aataa hai chor bulaane se Roop ko dhoop dikhane se, Aataa hai chor bulaane se Dil ka khazana, yoon na lutana Dil kaa khazaanaa, yoon na lutana Dekho ji rahna bachke bachke bachke Baanki adaayen dekhna ji dekhna, Dil naa churaayen dekhna ji Jo naa maanoge meri baat ko, Taare ginoge aadhi raat ko Ye anjaana, rog purana Ye anjaana, rog purana Dekho ji rahna bachke bachke bachke Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil naa churaayen dekhna ji Kahne ko bholi nazar hai, Meethaa meethaa ye zahar hai Kahne ko bholi nazar hai, Meethaa meetha ye zahar hai Dhokha na khana, dil na gawana Dhokha na khana, dil na gawana Dekho ji rahna bachke bachke bachke Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil na churaayein dekhna ji Baanki adaayein dekhna ji dekhna, Dil na churaayein dekhna ji.

More songs from Amanat

Baanki Adayein Dekhna Lyrics - Amanat (1955) | Indian Film History