Indian Film History

Diwaali Ki Raat Piyaa Ghar Aane Waale Hain Lyrics

From Amar Kahani (1949)

Singers
Suraiya
Duration
3:06
( diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai sajan ghar aane waale hai balam ghar aane waale hai ) -2 ( jhum-jhum kar diye ki baati mere dil ko kare ishaaraa ) -2 ( jaan ga_i mai aane waalaa hai teraa saajan pyaaraa ) -2 diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai sajan ghar aane waale hai balam ghar aane waale hai ( jin galiyo se aaye balamawaa un galiyo me nain bichhaa_un ( qadam-qadam par aashaa_o ke dip jalaati jaa_un ) -2 diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai sajan ghar aane waale hai balam ghar aane waale hai ( aaj raat aankho-aankho me kah dungi sab dil ki baate ) -2 ( roz-roz kab aati hai ye madur milan ki raate ) -2 ( diwaali ki raat piyaa ghar aane waale hai sajan ghar aane waale hai balam ghar aane waale hai ) -2

More songs from Amar Kahani

Diwaali Ki Raat Piyaa Ghar Aane Waale Hain Lyrics - Amar Kahani (1949) | Indian Film History