Indian Film History

Wadon Ki Sham Aai Lyrics

From Anand Aur Anand (1984)

Lyricist
Anjaan
Duration
4:03
Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Pyase dilo ki ye bekrari Pyase dilo ki ye bekrari Kya rang layi deewano ha ha Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Dil ho amir ya garib ka dil Use mile jiske nadeeb ka dil Dil ho amir ya garib ka dil Use mile jiske nadeeb ka dil Dil se dil milane ka raz Ye tum kya jano Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Wadon ki sham aayi la la Yaaro ke naam aayi la la Chhalkati jam aayi deewano, deewano Kabhi mile kabhi majbur hui Dil se na tum kabhi door hue La la lala Kabhi mile kabhi majbur hui Dil se na tum kabhi door hue Sadiyo se tum ho mere Mano ya na mano Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Dil kahe pal ye thaher jaye Raat na dhale na sahar aaye Ho ho ho ho ho ho Dil kahe pal ye thaher jaye Raat na dhale na sahar aaye Is pal mein kya hai Nasha tum jano main janu Wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano Pyase dilo ki ye bekrari Kya rang layi deewano Hey wadon ki sham aayi Yaaro ke naam aayi Chhalkati jam aayi deewano.

More songs from Anand Aur Anand

Wadon Ki Sham Aai Lyrics - Anand Aur Anand (1984) | Indian Film History