Meri Aankhon Mein Zaraa Jhaanko To Lyrics | Andar Baahar

Lyricist : Gulshan Bawra
Music Director : N C Sippy , R D Burman
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh
Kya kehati hai jaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh

Kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo ha aa
O meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo ha aa
O meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo

Aaj toh zindagi ka faisala hai
Kitana kareeb abb yeh faasala hai
Aaj toh zindagi ka faisala hai
Kitana kareeb abb yeh faasala hai
Raaj aankhon ke rahe aankhon mein,
Ik ishaara hai maan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh
Kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo aa aa

Saat mein jo milega yahaan
Khilata shabaab yeh paaoge kahaan
Saatmein jo milega yahaan
Khilata shabaab yeh paaoge kahaan

Jo bhi hona hai woh toh hoga hi
Jaan dene ki thaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo aa aa
Aa….meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
La la la la la la la la….ha aa
Oo la la oo la la…….ha aa
Oo la la oo la la…….ha aa.