Indian Film History

Hungama Ho Gaya Lyrics

From Anhonee (1973)

Lyricist
Verma Malik
Duration
6:11
Ha ha jam bhi hai Ha ha kaam bhi hai Ha ha chuddi nahi Sara kaam bhi hai Sab ne pi hai mujhe Ilzam kyu hai Kham kha mera naam Bad naam kyu hai Dekho na logo ne Botalo ki botal Khatam kar di To kuch na hua Mager mager mager Maine hotho se lagayi to Hungama ho gaya hungama Hungama ho gaya hungama Hungama ho gaya Hungama ho gaya hungama Hungama ho gaya Dinko kasame khate hai Toba toba karte hai Dinko kasame khate hai Toba toba karte hai Shyam hoti hai to Fir pyale bharte hai Raat ko pite hai Fir subha ko darte hai Kya kasis hai ye Nasha jispe marte hai Ye log pata nahi kya karte hai Konsi bat hai isme Sab isko apnate hai Dekho na sab ko Tamasha dikhate hai Girte hai ladkhdate hai Shor machate hai Unko to aap kuch nahi kahte Mager mager mager Mujhe hichiki jo aayi to Hungama ho gaya Hungama ho gaya hungama Hungama Sharma gayi ghabara gayi Ya gussa kha gayi Ghabara gayi sharma gayi Ya gussa kha gayi Hath lagane se itna til mila gaye Arey hai husan vale to Aag laga dete hai Fanna kar dete hai Hose udda dete hai Dil jigar chain aaram raate Subha dopahr or sham Chhin le jate hai Or ankh chura lete hai Samne hote hai or aap Bol nahi pate hai Dekho na dard bhid Or jhkham de jate hai Or aap kuch mnahi kahte Mager maine ankh jo milayi to Hungama ho gaya Hungama ho gaya hungama Hungama ho gaya Hungama ho gaya Hungama.

More songs from Anhonee

Hungama Ho Gaya Lyrics - Anhonee (1973) | Indian Film History