Indian Film History

Mubarak Ho Tumko Lyrics

From Anjaam (1968)

Music
Ganesh
Lyricist
Zafar Rahi
Duration
5:18
Mubaarak ho tumko Mubaarak ho tumko Ye jungle puraana Yahaan par hai hamko Honeymoon manaana Tu to deewana deewana deewana Tu to deewana deewana deewana Tak dhinadhin tak dhinadhin Tak dhinaadhin Deewaana aadmi ko Banaati hai beewiyaan Bandar ka naach ghar mein Nachaati hain beewiyaan Sun meri darling re Sun mere sweetheart Where are you re Maare gaye bane dil ka aachar Chadhe pyaar ka bukhaar Suno suno jamaadaar Jaaoge kahaan jhaadoo chhod ke Jhaadoo chhod ke Baharon ghaas phailaao Meri gharwaali aati hai Meri gharwaali aati hai Tu jahaan jahaan charega Tera chaara saath hoga Tera chara, tera chara Kahaan gaya re Kidhar gaya re Kahaan mera kala kala Bandar gaya re Kahaan gaya re Kidhar gaya re Kahaan bhaag rahe hai Arre potti Hame kaale hain to Kya hua gharwaale hain Hame kaale hain to Kya hua gharwaale hain Hame kaise kaise dekho paale hai Hame kaale hain to Kya hua gharwaale hain Allah isko sambhaalo na Aa daud ke aa jaa meri khaat Tujhe tera jaat bulaata hai Aa daud ke aa jaa meri khaat Mujhko apne sar pe bithha lo Ae mere chapraasi Mujhko apne sar pe bithha lo Tumhe yaad hoga Kabhi ham lade thhe Lade thhe to kuchh sar pe joote pade thhe Tumhe yaad hoga Kabhi ham lade thhhe Sar ko jhuka ke baith yahaan Pyaar ki maala jab re Jap jap jap jap Thhap thhap thhap thhap Bam bam bam bam bam Mujhe duniya waalon miraasi na samjho Muhabbat mein chatni banaai gayi hai Ke tabla samajh kar ke mehfil mein uski Meri khopdi tak bajaayi gayi hai Ek mandeli ke chamwe tale Ek mandeli ke chamwe tale Do badan pyaar ki bhaap mein bhun gaye Do badan pyaar ki bhaap mein bhun gaye Ek mandeli ke tamwe tale Ek mandeli ke tamwe tale Kunwaaron ki suno Wo tumhaari sunega Kunwaaron ki suno Wo tumhaari sunega Tum ek beewi doge Wo char char dega Kunwaron ki suno Wo tumhaari sunega.

More songs from Anjaam

Mubarak Ho Tumko Lyrics - Anjaam (1968) | Indian Film History