Indian Film History

Main Band Botal Sharab Lyrics

From Anjaan Parindey (2015)

Duration
3:06
Kya kahun jalwaa tera Tujh mein nasha tu jaadu hai Tujh mein fidaa saara jahaan Tu aathva ajubaa hai Kya kahun jalwaa tera Tujh mein nasha tu jaadu hai Tujh mein fidaa saara jahaan Tu aathva ajubaa hai Main band botal sharab Tu aage dhakkan khol de Haaye mein band botal sharab Tu aage dhakkan khol de Main band botal sharab Tu aage dhakkan khol de Mere hotho pe paimaane Meri baaho mein maikhane Haan dub jaare siyyaan Hum toh tere hai deewane Aaj choom le tu ghoom le tu Ishq ki galliyon mein Main band botal sharab Tu aage dhakkan khol de Are hai tu sharaabi hoth kabaabi Paas aake tu ye chakhna chakha de Mujhko peela de baat bana de Jaam mein mere dil ko ghula de Ho jaaye milan bujh jaaye agan Hai tere bina ye pyasa chaman Ho jaaye milan bujh jaaye agan Hai tere bina ye pyasa chaman Aa jawaani ka mausam bana le Meri seene se kaliyan chura le Aa jawaani ka mausam bana le Meri seene se kaliyan chura le Mere hotho pe paimaane Meri baaho mein maikhane Haan dub jaare siyyaan Hum toh tere hai deewane Aaj choom le tu ghoom le tu Ishq ki galliyon mein Main band botal sharab Tu aage dhakkan khol de.

More songs from Anjaan Parindey

Main Band Botal Sharab Lyrics - Anjaan Parindey (2015) | Indian Film History