Indian Film History

Suniye To Zara Lyrics

From Ankh Micholi (1962)

Singers
Mukesh
Duration
3:42
Suniye to zara kahaan rooth ke chale Yoon baat badhaaya nahin karte Suniye to zara Haan memsaab Ji memsaab Suniye to zara kahaan rooth ke chale Yoon baat badhaaya nahin karte Jis dil mein sanam tasveer ho teri Uss ko thukraaya nahin karte Suniye to zara Haan memsaab Ji memsaab Chhodo gussa Sambhaalo zara aanchal Dekho dekho ulajh gayi paayal Chhodo gussaa Sambhaalo zara aanchal Dekho dekho ulajh gayi paayal Aji ho ke khafa yoon ekdamm Uthh ke jaaya nahi karte Suniye to zara kahaan rooth ke chale Yoon baat badhaaya nahin karte Suniye to zara Haan memsaab Ji memsaab Jo ye toote to koi mushqil hai Wo to kaho ki dil mera dil hai Jo ye toote to koi mushqil hai Wo to kaho ki dil mera dil hai Aji darpan ko yoon hardam Thhes lagaaya nahin karte Suniye to zara kahaan rooth ke chale Yoon baat badhaaya nahin karte Suniye to zara Haan memsaab Ji memsaab Kaha aao to tum lage jaane Iss adaa ke hami hain deewaane Kaha aao to tum lage jaane Iss adaa ke hami hain deewaane Aji aur ko ham apni qasam Yoon bulaaya nahin karte Suniye to zara Kahaan rooth ke chale Yoon baat badhaaya nahin karte Jis dil mein sanam tasveer ho teri Uss ko thukraaya nahin karte Suniye to zara Haan memsaab Ji memsaab.

More songs from Ankh Micholi

Suniye To Zara Lyrics - Ankh Micholi (1962) | Indian Film History