Indian Film History

Kabhi Main Filmo Mein Aata Lyrics

From Anmol (1993)

Singers
Kumar Sanu
Lyricist
Raam Laxman
Duration
4:04
Kabhi main filmo Mein aata rahta Kabhi main tv par Bhi najar aata Kabhi main mahfi Par bhi chha jata Ke main hu kaun Kabhi main filmo Mein aata rahta Kabhi main tv par Bhi najar aata Kabhi main mahfi Par bhi chha jata Ke main hu kaun Mera juta hai japani Ye patlun english tani Sar pe lal topi rusi Fir bhi dil hai hindustani Mai jhuth nahi bolta ji Main us desh ka wasi hu Jis desh mein ganga bahti hai ji Ho duniya ke is rangmanch par Lahko kalakar aate rahe Unme se hi hum ek hai Apni kala pesh karte rahe Kabhi main rota Duniya hasti hai Kabhi main hasta Duniya roti hai Kabhi main gata Kabhi duniya gati hai Bolo mani hu kaun Kabhi main filmo Mein aata rahta Kabhi main tv par Bhi najar aata Kabhi main mahfi Par bhi chha jata Ke main hu kaun Apun ka naam jony Jony ka dusra nam karant Hindi mein jhatka Marathi mein fatka Apun ki aawaz jung Ka elan karti hai Apun ki maujudi maut Ka paygam lati hai Kath putli ban Filmo mein hum Sabke isharo pe nacha kiye Rone kaha to rote rahe Gane kaha to gate rahe Kabhi main premi Banke pyar karu Kabhi main hero Bankar war karu Kabhi main dancer Banke dance karu Kabhi main filmo Mein aata rahta Kabhi main tv par Bhi najar aata Kabhi main mahfi Par bhi chha jata Ke main hu kaun.

More songs from Anmol

Kabhi Main Filmo Mein Aata Lyrics - Anmol (1993) | Indian Film History