Indian Film History

Sundari Aye Haye Sundari Lyrics

From Anokhi Ada (1973)

Duration
3:04
Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari Apun ko bhi ek nazar dekho na Bure nahi ham bhi idhar dekho na Apun ko bhi ek nazar dekho na Bure nahi ham bhi idhar dekho na Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari Kaisi anokhi ada jani hai teri Kaisi anokhi ada jani hai teri Phir se baiya jara pyar se meri Tera yar mai nahi hai Magar aisi kya kami hai Shakal to milti hai tere yar se meri Hai na yahi baat to phir dekho naa Bure nahi ham bhi idhar dekho naa Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari Dikhne me kagal hai pan raja hai dil ka Dikhne me kagal hai pan raja hai dil ka Aa mai bana dega tujhe pyar ki mallika Kabhi ek roj aake mera jhopda basa de Jhopad me dikhla du maja rajmahal ka Hai na yahi baat to phir dekho na Bure nahi ham bhi idhar dekho na Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari Ho gayi gussa are tum to kasam se Ho gayi gussa are tum to kasam se Aisi badi kaun khata ho gayi hamse Gore galo wali bai jara tham li kalai Khali pili tum to khafa ho gayi hamse Hai na yahi bat to phir dekho na Bure nahi ham bhi idhar dekho na Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari Apun ko bhi ek nazar dekho na Bure nahi ham bhi idhar dekho na Sundari aye haye sundari Sundari aye haye sundari

More songs from Anokhi Ada

Sundari Aye Haye Sundari Lyrics - Anokhi Ada (1973) | Indian Film History