Tere Naino Ne Baan Chalaye Lyrics | Anubhav

                        
                        tere naino ne ban chalaye tanman mera jala
sheetal ho jaye agni apne ang laga apne ang laga
tere naino ne ban chalaye tanman mera jala
sheetal ho jaye agni apne ang laga
apne ang laga tere naino ne ban chalaye
aayi kaha se itni jawani lagne lagi tu rup ki rani
aaj ki rat jo dekha tujhko pyar ka tufa utha
pyar ka tufa utha
tere naino ne ban chalaye tanman mera jala
sheetal ho jaye agni apne ang laga
apne ang laga tere naino ne ban chalaye
paid se lipti bel hu jaise tujhse lipat jau kya aise
bhawre ka unmadi gunjan
kali ko lage bhala kali ko lage bhala
ye sab tumko kisne sikhaya ye sab
pyas hai kya ye kisne bataya
sans ka lena kisne sikhaya
apne aap hi ho jati hai pyar hai aisi kala
pyar hai aisi kala tere naino ne ban chalaye
badal me koi badal jaise mujhme sama jaye tu aise
aaj utha de laz ke parde do ruho ko mila
do ruho ko mila
tere naino ne ban chalaye tanman mera jala
sheetal ho jaye ye agni apne ang laga
apne ang laga tere naino ne ban chalaye
tere naino ne ban chalaye