Indian Film History

Koi Chupke Se Aake Lyrics

From Anubhav (1971)

Singers
Geeta Dutt
Lyricist
Gulzar
Duration
3:19
Koyi chupke se aake Sapne sulake mujhko jagake Bole ki mai aa raha hu Kaun aaye yeh mai kaise janu Koyi chupke se aake Sapne sulake mujhko jagake Bole ki mai aa raha hu Kaun aaye yeh mai kaise janu Koyi chupke se aake Dur kahi bole papiha Piya aa mausam suhana Tarse hai koyi yaha Aa bhi ja karke bahana Kaun sa bahana Kaisa bahana kitna Mushkil hai yeh batana Dekho phir bhi koyi Bha raha hai kaun Bhaye yeh mai kaise janu Koyi chupke se aake sapne Sulake mujhko jagake Bole ki mai aa raha hu Kaun aaye yeh mai kaise janu Koyi chupke se aake Pyasa hai dil kaa gagan Pyar ki agni jalaye Palko me qaid hai sawan Hontho tak baat naa aaye Bat aate aate rat ho gayi Chaho ki barat Chhod gayi sath bat Aate aate ho gayi raat Itani rat gaye kaise Gau he he he he Dekho phir bhi koyi Ga raha hai kaun gaye Yeh mai kaise janu Koyi chupke se aake Sapne sulake mujhko jagake Bole ki mai aa raha hu Kaun aaye yeh mai kaise janu.

More songs from Anubhav

Koi Chupke Se Aake Lyrics - Anubhav (1971) | Indian Film History